# Khudaya

- Link: https://mohammadjazim.blog/2017/06/02/khudaya/
- Published: 2017-06-02T23:21:48+05:30
- Author: Mohammad Jazim

_Ghar ke  dar se darbadar hogayai ye kadam_

_Ek Zara si  zindagi mai is qadar sitam_

_O khudaya_

_Gin raha Ho ungliyo pe apna har gunnah_

_Keh raha ho tujhai se mai ,sun raha hai na_

_O khudaya_

_Jaane kis baat ki mili ,mili mujhai sazza_

_Bata meri  khata,_

_O khudaya_

_Nikal ja rahe hai sahare_

_Koi roke , koi pukare_

_Kis  kahani ka qirdar ho mai_

_Jeet  paawu na woh haar ho mai_

_Dua ki kirchiya ,ho chun  raha _

_Bata meri  khata _

_O khudaya _

_Kaise chaain  mili us dil ko

_Ashiq ki zindagi jab ho fanain mai_

_Awaaz kharaaj jati hai is dil mai_

_Un  ashqo ka Kaise hisaab du mai_

_Har  ankh kardi  thi Maine nam_

_Apni maut pe na karu mai gum_

_O khudaya_

_Ek he asmaan hai uska aur mera _

_Kaise karu mai kabil  apne aap ko , us ke liyai Jo hai tera_

_Qayamat me roz mil Jana mujh se _

_Mai karu apne hasti tere liyai barham_

_O khudaya_

_Diwaar muskura rahi hai , mujhai dekh ke _

_Asmaan ro  raha hai meri halat ko sabeel karke_

_Phat pada hai is dil , ka rasta _

_Koun ab fir se is mohabbat ki wakalat kare _

_Haar chuka ho , apni zindagi _

_Sirf uski jeet ke liyai_

_O khudaya _

### Share this on:

 * [  LinkedIn ](https://mohammadjazim.blog/2017/06/02/khudaya/?share=linkedin)
 * [  WhatsApp ](https://mohammadjazim.blog/2017/06/02/khudaya/?share=jetpack-whatsapp)
 * [  Email ](https://mohammadjazim.blog/2017/06/02/khudaya/?subject=%5BShared%20Post%5D%20Khudaya&body=https%3A%2F%2Fmohammadjazim.blog%2F2017%2F06%2F02%2Fkhudaya%2F&share=email)
 * [  X ](https://mohammadjazim.blog/2017/06/02/khudaya/?share=twitter)
 * [  Facebook ](https://mohammadjazim.blog/2017/06/02/khudaya/?share=facebook)

### Like this:

Like Loading…
