Waqt ki barbadi ka sabab toh us ashiq ko pata tha
Jiska naseeb dafan hone tak pyar ki iltija kar raha tha
Par do gaaz zameen he toh thi jo us itifaaq ke liyai harz thi
Dard ka ilhaam toh tab mila jab sachayi ke lafz dil me utar gayai
Un ankhoo se nafrat ki surat dekhi
ji ankhoo mai pyar ka ayaam mila tha
Kitnu se tu lada’ee ga ae ashiq bas zaraf ilhaam ke liyai
jis waqs ka toh bas allah maalik tha
Tu tha , mai tha, magar nahi tha woh zamaana
jis zamaane main zindagi lafzo pe chalti thi
Aaj dekhle meri taraf ki kya mila tujhe is haqeeqat ko dukh deke
Zindagi ki muraad tab khareef thi jab tak insaan saans leta
Waqt beparda karta hai us gamhad ki kahani ko
jin kahaniyo mai marz allah ke khilaf jung likhi ho
Jismai roz ye dard dil us nafrat mai haqeeq padta hai
us roz ankhai ansoo ch’od deti hai, warna mai aur bas mai
Bas kahani hai ye har din ki
“jismai jism bemaar ho toh bas quran ka shifa padha jayai
jismai umeed pe ho toh insha padha jayai
aur har haram mai uski maut ki dua ki jayai”
Leave a Reply