Zar si kitaab ko manga humnai fazal hone ke liyai
Un lamho ko buland karne ke liyai,
Intiha hogayi mere pyaar ka dedaar kiyai huwe
Sar zameem lal hogayi unko apnane ke liyai,
Dukh-e-zindagi hai mujhai
Par asrar’e maut ki ijazat no hopayi tujhse mere liyai,
Dhoodta reh jawuga mai tujhai
Us aal-me-arwah mai
Jahan zindagi tere naam se bedaar ki Maine,
Kaise reh paya hai Adam us hawa ke bagair
Khalood hai Adam ka pyar sajde mai royai huwe,
Kabil hai tu mujhai dard ka ehsaas karane ke liyai
Ab aur nahi saha jata is parwarish me soyai huwe.
Leave a Reply